Bediyan thaam ke jab Abid-e-bemaar chale – Lyrics

Karbala kanp uthi Khuld mein roye Nabi Bediyan thaam ke jab Abid-e-bemaar chale Aah dhaate the sitam taziyano se shaqi Bediyan thaam ke jab Abid-e-bemaar chale Karbala kanp uthi Khuld mein roye Nabi Bediyan thaam ke jab Abid-e-bemaar chale Khoon tha zakhamo se rawan Ghash pay ghash khatay rahe Pusht par ahle jafaa durray barsaateContinue reading “Bediyan thaam ke jab Abid-e-bemaar chale – Lyrics”

Aap Kya Jaane Kya Hain Fatima (sa) (Manqabat) – Shadman Raza

Syeda, Tahira, Abida, Zahida, Taiyaba, Raziya, MarziyaAadila, Sajida, Hura, Batool e AuzuraSyeda, Tahira, Abida, Zahida, Taiyaba, Raziya, MarziyaAadila, Sajida, Hura, Batool e Auzura Surah e Qadr ka yeh nara haiAap kiya jane Fatima kiya hai. Jis ko mukhtar e amar kehtay hainJis ki ratoon ko qadar kehtay hainSubho ko jiski fajr kehtay hainShaam ko jisContinue reading “Aap Kya Jaane Kya Hain Fatima (sa) (Manqabat) – Shadman Raza”

Andher hua Fatima Zehra (sa) ne qaza ki (Lyrics)

ANDHER HUA FATIMA ZEHRA NE KHAZA KI..kheti hui barbad RASULE do sara ki.. MOHSIN ki shadat ka bahana tha khaza ka,goya ke sitamgar ne MOHAMMAD pe jafa ki. ya FATIMA keh keh k jo rota hai zamana ,turbat hili jati h RASULE do sara ki.. bachche hue bin maa ke bhara ghar hua khali ,halatContinue reading “Andher hua Fatima Zehra (sa) ne qaza ki (Lyrics)”