Andher hua Fatima Zehra ne qaza ki

ANDHER HUA FATIMA ZEHRA NE KHAZA KI..kheti hui barbad RASULE do sara ki.. MOHSIN ki shadat ka bahana tha khaza ka,goya k sitam gar ne MOHAMMAD pe jafa ki. ya FATIMA kh kh k jo rota h zamana ,turbat heli jati h RASULE do sara ki.. bachche hue bin maa k bhara ghar hua khaliContinue reading “Andher hua Fatima Zehra ne qaza ki”

Suna jungle raat andheri nauha lyrics

Soona Jangal Raath Andheri Sona jangal raath andheri,Kaise tume neend ayige,Tere Bina Aye Mere Dilbar,Maa ye Jee Nahi Payeegi.. 1) Khwab sajaya tha ye maaneHoga jawan mera Asger,Socha nahi tha pyaari surath,Mitti Miljayegi. Suna Jangle Raath Andheri-2 2) Tere Shalooke Tera Jhula,Jal Gaye Sare Khaime bhi,.Aja Meri Goud me AsgerMaa ye Tujhe behlayegi… Suna JangleContinue reading “Suna jungle raat andheri nauha lyrics”

De Saba Jaake Rasool e Arabi Ko Ye Payaam – Qateel Lucknawi 1942

De saba jake rasool e arabi ko ye payamAe huzur aap pe dunia k durood aur salamSaya e gumbad e khizra me kaha tak aaramUthiye Uthiye k ayan hashr k saaman hai tamamGazab e hazrat e bari ki farawani haiSang e buniyad e zameen kashti e tufani haiDe saba jake… Zalzale aatay hain paiham dilContinue reading “De Saba Jaake Rasool e Arabi Ko Ye Payaam – Qateel Lucknawi 1942”

Lo momino ko apni hifazat me Ya Hussain – Fariyadi Nauha

Lo momino ko Apni Hifazat me Ya Hussain,Duniya se jald dur karo har bala Hussain Juz Aapke Gham aur koi gham na ho humko,Hum sab hain jano maal se Tum par fida Hussain Bachchon ke aur badon ke Nigahbaan Aap Hain,Jayenge phir kahan Tere Dar ke siwa Hussain Duniya se jald taal do aayi huiContinue reading “Lo momino ko apni hifazat me Ya Hussain – Fariyadi Nauha”

Abu Talib ka Beta – Manqabat – Lyrics

Ali (as) Murdon Ko Jilaye Ali (as) Suraj Paltaie Karishme Dekh Ke Jiske Zamana Dhoka Khaie Nusairi Samajh Na Paaie, Khuda Hai Ya Hai Banda Abutalib (as) Ka Beta Nabi (s.a.w.w.) Ne Sub Ko Rukaya Gadeer E Kum Me Bataya Ke Jiska Mai Hun Maula Ali (as) Hai Uska Maula Gadire Kum Ka Dulha Abutalib (as) Ka Beta Nasab Kutch AaisaContinue reading “Abu Talib ka Beta – Manqabat – Lyrics”