Meray Moula mujhey do sahaaraMeiney thama hay daman tumharaDhalthe suraj ko tumne ubharaMeiney thama hay daman tumhara Tum hee mushkil Kushaey jahan hoTum hee moulay koun o makaan hoAmbiya nay bhi tum ko pukaraMeiney thama hay daman tumhara Meree kashtee bhawar mein phasee hayDushmanoo kay labaon par hasi haiKardo nazdeek mujh sey kinaraMeiney thama hayContinue reading “Maine thama hai daman tumhara (Lyrics) (Munajat)”
Category Archives: Uncategorized
Madad kijiye Yaa Imam e Zamana (atfs) (Munajat)
Madad Kijiye Ya Imam e Zamana Lyrics Ya Imam e Zaman (x5)Madad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)Hatah diji ghaybat ka pardah khudarah pardah khudarahMadad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)Bari afatay hain zamaney pey molaParehshaan shiya kahan jayeh molaPukara tumhe jab huwa dil jow muztarMadad kijiyeh ya Imam e Zamana (x2)Bala ae hain gharii nahi koyi saathiAndhera hainContinue reading “Madad kijiye Yaa Imam e Zamana (atfs) (Munajat)”
Aey Rabbe Jahan Panjatan e Paak Ka Sadqa – (Lyrics)
Ae Rabbe jahan punjtan e paak ka sadqa Iss qoum ka daman gham e shabir say bhar day. Bachoon ko aata ker Ali Asghar ka tabassum Burhoon ko Habib Ibn e Mazahir ki nazar day. Kamsin ko milay walwalaye auno Muhammad Har eik jawan ko Ali Akbar ka jigar day. Maoon ko sikha saniy eContinue reading “Aey Rabbe Jahan Panjatan e Paak Ka Sadqa – (Lyrics)”
Yaa Zehra Munajaat (Lyrics)
Fatema ZEHRA (SA)…..ZEHRA (SA)……4 Ya ZEHRA (SA)…..4 Aai Meri BIBI (SA)……2…… Tere Dar Pe Istegasa Hai,Tera Mamnoon Meri Shehzadi (SA) Yeh Jahan Sara Hai Ya ZEHRA (SA)…..4 (1) Tu humein hifz aur aman dede, Apni chadar ka saiban de deTeri qudrat me kya nahi BIBI ,Tu jise chahe do jaha de de…..Ya ZEHRA (SA)…..4Aai MeriContinue reading “Yaa Zehra Munajaat (Lyrics)”
Andher hua Fatima Zehra (sa) ne qaza ki (Lyrics)
ANDHER HUA FATIMA ZEHRA NE KHAZA KI..kheti hui barbad RASULE do sara ki.. MOHSIN ki shadat ka bahana tha khaza ka,goya ke sitamgar ne MOHAMMAD pe jafa ki. ya FATIMA keh keh k jo rota hai zamana ,turbat hili jati h RASULE do sara ki.. bachche hue bin maa ke bhara ghar hua khali ,halatContinue reading “Andher hua Fatima Zehra (sa) ne qaza ki (Lyrics)”
