Bharde Jholi – Irfan Haider – 2006

(Ya muhammad, ya basheer, ya nazeer-o-ya mahmood) x2 Ya mukarram ya mu’azzam ya muqaddam ya haadi Ya jaleel-o-ya jameel, ya mateen-o-ya taha Hai tuhi aasra ay hussain ke nana (Ya rasoolallah) x2 Hamne darbar-e-zehra mei ki iltijaa Aur kabhi bint-e-zehra se mangi dua (Hamne ghazi ki chokhat pe sajda kiya) x2 phir jabee(n) tere darContinue reading “Bharde Jholi – Irfan Haider – 2006”

Aao Azaadaron – Irfan Haider – 2005

Aao azadaro (Abbas alamdar) x3 Ab tak hai zabano pe alamdar alamdar (Abbas alamdar) x3 Ay qafela-e-shaah ke salar alamdar (Abbas alamdar) x3 Eik sada kaano mei abhi tak, gunj rahi hai logo suno, ye hai sadakhatoon-e-jina ki, ham bhi kahe aur tum bhi kaho, (kyu na kahe ‘Irfan’aur ‘Mazhar’) x2 Aao dua zehra kiContinue reading “Aao Azaadaron – Irfan Haider – 2005”

Ae Mere Jawan Akbar – Irfan Haider – 2005

Ay mere jawaan akbar Noha kare maa laashe akbar par, aray tum qatl huwe beta, jeeti rahi madar (Ay mere jawaan akbar) x2 Veeran huwa beta tere baad mera ghar (Ay mere jawaan akbar) x2 Kya tujhko teri maa ne is din ke liye paalaa, Is maa ko zaeefi me kyu chor gaye beta (AyContinue reading “Ae Mere Jawan Akbar – Irfan Haider – 2005”

Naa Des Apna – Irfan Haider – 2005

Karbala se chali eik bekas behen.Bhaayi se aalam-e-gurbat watan yaad aya. Sab shaheedo ko kehti huwialvida. Bhaayi ki laash pe pohnchi to kafan yaad aya. Khud ko naake segiraakar Zainab kehne lagi roro kar. Na deys apna hai, na log apne hai (Na deys apna hai, na log apne hai) x2 Mei kaise kafan duContinue reading “Naa Des Apna – Irfan Haider – 2005”

Jaao Mere Laal – Irfan Haider – 2005

Aaye jo kabre fatema pe sayad-e-anaarrukhsaar rakh ke kabr pe rokar kiya kalaam, Sehra me dil ke tukro kibasti basawunga, Amma madina lawt ke aa na paawunga, kaampa falaklarazne lagi qabr-e-sayyeda, ayi janaab-e-fatema ki qabr se sadaa (Jaao mere laal) x4 Tum pe har qadam rahe dua meri, aur saaya-e-khuda-e-zul jalaal (jaao mere laal) x2Continue reading “Jaao Mere Laal – Irfan Haider – 2005”