Baynul Haramain – Ali Safdar – 2013

Baynul Haramain..(4)Is taraf maula husain, aur us taraf ghaazi abbas..(2)Pursa dene aaye hai saari duniya ke ghulamAshko ka nazrana hai ae mere mazloom imaamBaynul Haramain..(3) 1. Har zaba nauha kuna har aankh se aansu rawahar aza khane saje arsa e ghum aagayaseena zan hai matami fir moharram aagayahar kaneeze ghum zada pursa dete hai ghulamAshkoContinue reading “Baynul Haramain – Ali Safdar – 2013”

Shame Ghariban – Ali Safdar – 2013

khaimo ki raakh udti hai muztar hai bibiyansholo ke darmiya hai ghira ek naatawanmilti nahi hai ehle haram ko kahi amaanzainab ke lab pe bus hai sada haay bhaijan..(2)kese karu mai sham e ghariban ke gham bayaansham e ghariban sham e ghariban..(4) 1. Farzand e fatima ka zamee par kata hai sarlaaya hai zuljanah yeContinue reading “Shame Ghariban – Ali Safdar – 2013”

Aey Matmi Jawano – Ali Safdar – 2013

hayya ala khairil a’mal..(4) ya husain ya husain..(4) ay matami jawano, ay sajda guzaro..(2)Halmin ki sada aati hai labbaik pukarolabbaik ya husain..(4) ay matami jawano, ay sajda guzaro..(2) 1. Ye matami daste nahi lashkar hai khuda kanauhe ki sada deen se ailaan bapa kazehra ki dua hai rahe safdar ke dularoay matami jawano, ay sajdaContinue reading “Aey Matmi Jawano – Ali Safdar – 2013”

Ishq-e-Haider – Ali Safdar – 2013

madad ya ali..(6) tu hai shere khuda, ya alido hame hausla, ya alijaan tum pe fida, ya alilab pe hai ye dua, ya alimere mushkil kusha, ya alidil kahe karbala, ya aliali ali ali ali ishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad madadishq e haider madad ya ali 1. HaiderContinue reading “Ishq-e-Haider – Ali Safdar – 2013”

Chalo Chalo – Ali Safdar – 2013

chalo chalo ..(8)chalo chalo mere hamraah karbala ko chalo, karbala ko chalo..(2) 1. Alam uthao karo mish’ale wafa roshansunao mimbare haq se payambaro ka sukhanbaya karo to karo seerate husain o hasanutho utho to sahi baandh kar saro se kafan 2. Tumhe talash agar hai khudae bartar kihai justujoo agar allah ki payambar kisuno bagosheContinue reading “Chalo Chalo – Ali Safdar – 2013”