(Amman Mein Aai Hoon Amman Mein Aai Hoon) x2 Teri Qabr-e-Peh Amman(s.a.) Dard-e-Jigar SunaaonYeh Khoon Bhara Kurta Kaisay Tujhay Dikhaaon (Amman Mein Aai Hoon Amman Mein Aai Hoon) x2 Amman(s.a.) Yeh Aik Kurta Samaan Mein Bacha Hai Amman(s.a.) Meray Akhi Ka Kurta Lahoo Bhara Hai Marqad Mein Is Ko Rakh Lo Soghaat-e-Shaam Samjho Tum IsContinue reading “Dard e Jigar – Farhan Ali – 2002”
Category Archives: Uncategorized
Assalam Ghazi Mere – Farhan Ali – 2002
(Assalam Assalam) x2 (Assalam Ghazi Meray Assalam) x2 Jano Dil Qurbaan Tujh Par Jan(a.s.)-e-Haider(a.s.) AssalamBaazoo-e-Sibt(a.s.)-e-Payambar(s.a.w.w.) Jan-e-Haider(a.s.) Assalam (Assalam Ghazi Meray Assalam) x2 Dast-e-Haider(a.s.) Aks-e-Haider(a.s.) Marzi-e-Shabbir(a.s.) Hai Qalb-e-Zehra(s.a.) Ki Dua Hai Azm-e-Khaiber Geer(a.s.) Hai Hai Akela Misl-e-Lashkar Jan-e-Haider(a.s.) Assalam (Assalam Ghazi Meray Assalam) x2 Teray Baazo Zulfeqaar-e-Haidery(a.s.) Say Kam Nahin Ghaiz Mein Aaen To Zarb-e-Haidery(a.s.) SayContinue reading “Assalam Ghazi Mere – Farhan Ali – 2002”
Aarzoo e Karbala – Farhan Ali – 2002
(Jaraha Hoon Jaraha Hoon) x2(Karbala) x4 Jaraha Ho Karbala Main Jarha Hoon Karbala Main (Mominon Mil Kar Chalo) x2 Yeh Hai Hussaini Qafla (Nauha Parhho Matam Karo) x2 (Hussain Ya Hussain) x2 (Jaraha Ho Karbala Main) x2 Farz Hai Ganj-e-Shahidan Ki Ziarat Is Tarha Farz Quraan Ki Tilawat Aur Ibadat Jis Tarha Karbalal Ghum KaContinue reading “Aarzoo e Karbala – Farhan Ali – 2002”
Alvida Alvida – Farhan Ali – 2002
(Alwidaa Alwidaa Alwidaa Alwidaa) x2 BaBa(a.s.) Kaisay Kahon Alwidaa Alwidaa (Alwidaa Alwidaa Alwidaa Alwidaa) x2 Aap(a.s.) Jatay Nahin Jaan Janay Lagi Zindagi Mujh Say Daman Churhanay Lagi Saans Seenay Mein Ruk Ruk Kay Aanay Lagi Ab Meray Saath Hain Aah Aur Hichkiyaan (Alwidaa Alwidaa Alwidaa Alwidaa) x2 Kio Piyon Main Dawa Hochuki Bas Shifa ChorhContinue reading “Alvida Alvida – Farhan Ali – 2002”
Alqamah – Farhan Ali – 2002
(Alqamah Alqamah) x2 (Aey Alqamah Ki Mojon Khamosh Kion Ho Bolo) x3 (Kya Raaz-e-Tashnagi Tha) x2 Kuch To Zuban Kholo (Aey Alqamah Ki Mojon Khamosh Kion Ho Bolo) x2 Ghazi(a.s.) Kay Ghum Mein Bachchay Ro Rokay So Chukay Hain Aankhon Mein Meri Aansoo Sab Khushk Hochukay Hain (Abbas Kay Alam Say) x2 Tum Hi LipatContinue reading “Alqamah – Farhan Ali – 2002”
