Qaasid ko leke aaye hai maqtal mei jab Hussein Zakhmon ka ek hujuum tha maula ke saath mei Akber ki laash uthi hai taazim ke liye Aakhir behen ka khat jo tha maula ke haath mei Bete se keh rahe the ke behnaa ka khat suno Hai qarb qaaenaat ka har ek baat mei UthoContinue reading “Utho Akbar – Farhan Ali – 2004”
Category Archives: Uncategorized
Main Chal Bhi Nahi Sakta – Farhan Ali – 2004
(Haaye Sajjad, Haaye Bimaar) x3 Mei chal bhi nahi sakta, qaidi hun mei amma, Mei chal bhi nahi sakta (aankhon se lahu meri) x2 ik pal bhi nahi rukta Mei chal bhi nahi sakta, qaidi hun mei amma, Mei chal bhi nahi sakta Ye khun jo behta hai, is pak ka matam hai, mujhe toukContinue reading “Main Chal Bhi Nahi Sakta – Farhan Ali – 2004”
Kya Mujhe – Farhan Ali – 2004
Haaye amma, are suno ama, are aapse mei bayaan, dil ka haal karun, are dil mei uth ta hai jo, ik sawaal karun (Qaid se jab rihaai haram paaenge) x2 (kya meri qabr pe phir nahi aaenge) x2 (sirf ranjo alam) x3 mujhko tarpaaenge (kya mujhe chor kar sab chale jaaenge) x2 Qaid se jabContinue reading “Kya Mujhe – Farhan Ali – 2004”
Khaak Udwaao – Farhan Ali – 2004
(Haae Zainab) x3 Haae Madina (Are logo, ab khaak urhaao) x3 Pardes se lut kar aaya, shabbir ka kunbaa saara (Are logo, ab khaak urhaao) x2 Jo mera Hussein tha logo, jo yasrab ka tha ujala, pardes bulaa karusko, (aada ne maar hi daala) x2 khaime se mei chillayi, pyaasa hai merabhai (Are logo, abContinue reading “Khaak Udwaao – Farhan Ali – 2004”
Jaag Utho – Farhan Ali – 2004
(Hai waqt karaa sar par aaya, hai chaaron taraf gham ka saaya) x2 (Phir aaj bani hai karbobala) x2 phir karbobala ne yaad kiya (Ay hussayniyon) x2 (jaag utho) x3 Hussayniyo, Ai Hussayniyon, Ai Hussayniyon Ek jaan hoke saare huseini chalo, apni hasti sawaare huseini chalo,is alam ke sahaare huseini chalo, faatema ke pyaare huseiniContinue reading “Jaag Utho – Farhan Ali – 2004”
