Aai chand muharram kai tu badli main chala jaTujhai dekh kai mer jaayai na beemar hai Sughra 1) Ghar Zehra ka lutnai ki khabar tu nai sunaiTujhai dekh kai roti hai muharram main khudaiChoda so baras beetai sab kertain hain shikwa 2) Milnai kai liyai bahi ko baichain bari haiKab sai Ali Akber ki yehContinue reading “Aey Chaand Moharram Ke”
Author Archives: azaakhaana
Baghdad Ke Pul Par – Farhan Ali – 2017
Haye Musa E KAZIM …..4 Shaheed E Baghdaad Ka Janaza……2…… Mazdoor Utha Kar Late Hai…..2Baghdad Ke Pul Par KAZIM Ka Kis Ne Yeh Janaza Rakha Hai…..2 Afsos Ke MAULA Ka Lasha …..2……Zanjeer E Sitam Mein Jakda HaiBaghdad Ke Pul Par KAZIM Ka Kis Ne Yeh Janaza Rakha Hai…..2 1. Zindan To Tang Hote Hai Magar,Continue reading “Baghdad Ke Pul Par – Farhan Ali – 2017”
Kahan Se Laaye Baradar – Farhan Ali – 2017
Sadaa ye deta hai maqtal me lasha e shabbir,Hussain ho gaya majboor ay meri hamsheer,Kafan jo ho ta mayyasar tumhein rida deta,Kahan se laae baradar rida bahen ke liye,Hussain ho gaya mohtaj khud kafan ke liye……2 Kahan se laae baradar rida bahen ke liye,Hussain ho gaya mohtaj khud kafan ke liye……2 Kafan nahi hai mayassarContinue reading “Kahan Se Laaye Baradar – Farhan Ali – 2017”
Ya Khuda Ya Khuda – Farhan Ali – 2017
Ya khuda Ya khuda ya khuda…..6Ya khuda Ya khuda Ya khudaHo bahen se na bhai Judaa……2Jaise zainab hue…..Hona ayse koi…….2Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa…Ya khuda ya khuda ya khuda. ..Ho bahen se na bhai judaa… Jaise zainab hue…..Hona ayse koi…….Karu maula mai tujhse dua..Ho bahen se na bhai judaa…Ya khudaContinue reading “Ya Khuda Ya Khuda – Farhan Ali – 2017”
Ab Main Paani Naa Mangungi – Farhan Ali – 2017
Ro rahi hai tumhari sakina…..4Laut aao chacha alkama se pyase ashko se apni bujha lungi…..Ab mai pani na mangungi…..2 Aur kuch roz pyaase rahe bhi toh kya,Pyaas se badhke gam aapka hai cahcha,Koi degana ab al atash ki sada….Laut aao chacha alkama se………..Pyaase bacho ko mai khud mana lungi…….Ab mai pani na mangungi…..2 Pani aaeContinue reading “Ab Main Paani Naa Mangungi – Farhan Ali – 2017”
