Kahten thin yeh ro kar Maan, Seeney mey dil h a i kahan Ek hai kadyal-jawaan, doosra hai be-zubaan Dono sidhare jinnah, Dasht mein tanha hai Maan Soona hai saara jahan, ujada pada hai makan Aakhon se khoon hai rawan. Ho Ali Akbar Kahan, Ho Ali Asghar Kahan Karti hoon kab se buka, deyte nahinContinue reading “Ho Ali Akbar Kahan, Ho Ali Asghar Kahan”
Author Archives: azaakhaana
Shaheed e Karbala Hussain
Shaheed e Karbala Hussain Qatibe Nainawa Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain hai waqte ruqsate Hussain sakina kar rahi hai bain na jaayein tanha chor kar mite ga sab ke dil ka chain zabihe maariya Hussain Hussain Hussain Hussain Hussain wo zulm kaun sa raha jo aap par nahi hua sivaye sabro shukr ke zubaan seContinue reading “Shaheed e Karbala Hussain”
Haaye Ali (a.s) qatl ho gaye
haye Ali qatl hogaye Jibreel de rahe thay nida ke ghazab hua Hyder ko qatl qanaye khaAliq may kardiya haye Ali qatl hogaye Shehzadiyo ne jyon hi suni gham ki ye sada betaab hoke royi aur Hasnain se kaha masjid may jaake dekho zara kya hai maajra ye Jaun keh raha hai hue qatl MurtazaContinue reading “Haaye Ali (a.s) qatl ho gaye”
Aati hai gardoon se yeh paiham sada, Qatl hue sajde mein Sher
aati hai gardoon se ye payham sada qatl hue sajde may shere Khuda qaanae haq may ye ghazab ho gaya qatl hue sajde may shere Khuda gham se hai zainab nidhaal, khol diye sar ke baal kehti hai ye pur malaal, dekho to baba kahan dete hai gibreel ye kaisi nida qatl hue sajde mayContinue reading “Aati hai gardoon se yeh paiham sada, Qatl hue sajde mein Sher”
Jangle Me Bhare Ghar Ko Luta Aayi Hai Zainab
Jangal may bhare ghar ko luta aayi hai Zainab ay Shehr-e-Madina Abid ko kisi tarha bacha laayi hai Zainab ay Shehr-e-Madina Bandwa ke rasan haaton may aur khutbe sunaake ghar baar lutaake Dewaar bade kufr ke dha aayi hai Zainab ay Shehr-e-Madina Jangal may bhare ghar ko luta aayi hai Zainab ay Shehr-e-Madina Jis shehrContinue reading “Jangle Me Bhare Ghar Ko Luta Aayi Hai Zainab”
