Utho Abbas – Irfan Haider – 2001

Utho abbas (Ya abbas) x2 (haye abbas utho) x2 (utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2 Ek bhatija ke siwa koi madadgar nahi (utho abbas bahan waqife-e bazaar nahi) x2 Sham jaana hai rida sar pe nahi hai bhaya (haye abbas utho) x2 Dile gham zadaa kare ye buka, Behan ka nahi koi aasra, (uthoContinue reading “Utho Abbas – Irfan Haider – 2001”

Ek Baar Watan Laut Ke Aaja – Irfan Haider – 2001

Ek baar watan lot ke aaja Isse pehle, Ke muje maut aajaye, Mere bhaya, Ali akber, (Ek baar watan lot ke aaja) x2 sugra ki kasam hai tujhe akber (Ek baar watan lot ke aaja) x2 Kya tujko gawaara hai ke mar jawoo tarap kar (Ek baar watan lot ke aaja) x2 Aaja mein teriContinue reading “Ek Baar Watan Laut Ke Aaja – Irfan Haider – 2001”

Ek Qafila Laaya Tha Main – Irfan Haider – Irfan Haider – 2001

Sula hai kabr mai besheer ko husaini ghareeb, Har ek shaheed ke lashe pe aaye hai rote huwe, Labe husain se suye falak aayi sadaa (Ek kafela laya tha mein) x3 Us kafele mein tha ali akber sa ek beta jawaan, Abbas jesa bhayi tha, (Masum asgher be zubaan) x2 Kuch bibiya thi saath meinContinue reading “Ek Qafila Laaya Tha Main – Irfan Haider – Irfan Haider – 2001”

Sakina Utho – Irfan Haider – 2001

Sakina utho (Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x3 ye Karti thi maa, lahad pe bukaa. Meri ladli, chalo gar chale. (Sakina utho. Meri jaan utho. Rehaee mili. Chalo gar chale) x2 Yaha se chalo, chale karbala. Wahi se tumhe, milenge chacha. Sitamjo huwe, bataana une. Dikhaana unhe, ye kurta jalaa.Continue reading “Sakina Utho – Irfan Haider – 2001”