(Ya Ameeral momineen Ya Imamal muttakeen)-3 Fir zamane ke yazido ne uthaya apna sar,Ban gayi hai ye zamee(n) zulmo-sitam ka ek nagar,Har taraf insaniyat hai be sahara dar-ba-dar,Tang hoti jaa rahi hai har Hussaini par zamee(n)Ya ameeral ……….. -3 Zulmo istakbaat ke har simt badal cha gae,Kitne hi peero jawa jaame shahadat paa gae,Apne marneContinue reading “Ya Ameeral Momineen – Ali Safdar – 2012”
Author Archives: azaakhaana
Dua Karo – Ali Safdar – 2011
Dua karo….x8 Dua karo…x6 Dua karo ke zahoore Imam ho jaye Yeh roz roz ka kissa tamam ho jaye Dua karo…..x3 Ali ki tegh ke jauhar khule zamane par Tamam duniya ho ek tegh ke nishaane par Ho sari khalke khuda maut ke dahane par ……x2 Jo gaib me hain woh zaahir Imam ho jaye Yeh roz roz ka kissa tamam ho jaye DuaContinue reading “Dua Karo – Ali Safdar – 2011”
Ya Fatima Zehra – Ali Safdar – 2011
Ya Fatema Zehra…x4 Seene me liye ranj o alam karbobala ka.Ya Fatema Zehra… Baba se hai milne ko chali Umme Abiha.Ya Fatema Zehra… Ankho se lahoo bahta hai Pehlu hai shikastaYa Fatema Zehra…Ya umme Abiha…..Ya Fatema Zehra..Ya Fatema Zehra…pehlu e shikasta…..Ya Fatema Zehra… Ya Fatema Zehra…Ya umme Abiha….. Ya Fatema Zehra…Ya umme Abiha…..Ya Fatema Zehra..YaContinue reading “Ya Fatima Zehra – Ali Safdar – 2011”
Hayyala Khairil Amal – Ali Safdar – 2010
Hayya ala khairil amal (4) Hussain walon suno aye hussain walon suno(4) Hussain kehte hain humse juda namaz na ho (3)Hussain walon ki koi qaza namaz na ho (2) Padho namaz toh tehzeeb e karbala maangoKhuda se maqsad e shabbir se wafa maangoJo hur banati hai woh naymat e aza maangoImam e asr k aaneContinue reading “Hayyala Khairil Amal – Ali Safdar – 2010”
Ya Zainab – Ali Safdar – 2010
Ya Zainab ,Zainab… 3Ya Zainab, Zainab… 3Ya Zainab, Zainab… 3Ya Zainab , ZainabYa Zainab ya Zainab …4Shaam me haq ka deep jalaya ya ZainabSoyee huwi duniya ko jagaya ya ZainabNasle imamat ko hain bachaya ya ZainabFarshe aza ka tun bichaya ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya ZainabYa Zainab ya Zainab ya Zainab…2 Nasre yazeedi tuneContinue reading “Ya Zainab – Ali Safdar – 2010”
