Dekh kay giryao matam har aik farsh-e-aza per duay karta hoon mola(a.s) (jub talak hai yeh jahan) x2 hai dua meray khuda(j.j) (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x2 Jub talak hai yeh jahan, hai dua meray khuda(j.j) (Gham-e-Hussain rahe, ye azadar rahe) x2 Teray huzoor dua mangtay hai ahl-e-aza Kubool kar lay bahakay rasool(s.a.w) subContinue reading “Gham e Hussain – Farhan Ali – 2008”
Author Archives: azaakhaana
Akbar Ka Janaza – Farhan Ali – 2008
Ek shor hua barpaSaadat ke matam seSar bacchi ne takrayaAbbas ke parcham seGash khane lagi ZainabLaachar hui gam seBehosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janazaKhayme me aya hain Akbar ka janazaHaye khayme me aya hain Akbar ka janaza Behosh hui madarHain baap ke haathon parAkbar ka janaza Khayme me…..Haye khayme…. Humshakle payambar kaContinue reading “Akbar Ka Janaza – Farhan Ali – 2008”
Ek Ehsaan – Farhan Ali – 2008
Aik ahsaan kar Jub shaam ka bazaar a gaya Or cheeni gay jub chadar Jub zaalim nay zainab(s.a) ka naam pukara Zainab(s.a) zainab(s.a) zainab(s.a) Yeh pukari ro kar (Aik ahsaan kar meray ghazi(s.a) zaleemo say meri rida la day) x3 (phir us ke baad kuch na mangoongi) x2 Zaleemo say meri rida laday (Aik ahsaanContinue reading “Ek Ehsaan – Farhan Ali – 2008”
Pyaari Sakina – Farhan Ali – 2007
Pyaari Sakina namaz e shab mein dua karte the Shabbirik phool si beti dey mujhe katib e taqdeer Haay, Shabbir ko khaliq ney sakina jo ata kiZainab ki si surat thi sab us mah laqa kijis dam diya godi mein usey laker chacha kihathoun pa us ko ley kar ghazi ney dua dirakhe tujhe ayeContinue reading “Pyaari Sakina – Farhan Ali – 2007”
Aey Mere Baba – Farhan Ali – 2007
Aey mere baba sham e ghareba aag ka manzaraaye najaf sey fateh e kheberujri huwi Zainab ne dekhaRote huwe jab bap ka chehramaqtal mein gunja Zainab ka noha (ay merey baba haye merey baba) x2 kya kya masaib tooty hein mujhe par batla raha hei ye khuni manzarik din mein ujra mera bhara gharna raheContinue reading “Aey Mere Baba – Farhan Ali – 2007”
