Haye shaam, haye shaam..(2)Haye abbas, haye abbas..(3)Abbas teri behno ko, bazaar mein laaya jatah hai..(2) 1. Suraj ne khule sar jisko, ghar mein bhi kabhi na dekhaafsos wahi shehzadi, balwe mein gai wawailazainab ki yaha aamad par, darbaar sajaya jaata hai 2. Kis shaan se teri zainab, mehmil me chali thi ghar seaur aaj safarContinue reading “Abbas Teri Behno Ko – Farhan Ali – 2016”
Author Archives: azaakhaana
Zindaan Se – Farhan Ali – 2016
Zindaan se chut ke Aa gaye sadaat, aa gaye sadaatkarbala aa gaye sadaat..(2)Uthiye hussain aapke zawwar aaye haizindaa’n se chut ke abid e beemar aaye hai..(2) 1. Bhoole nahi hai shaam aur koofe ke raastetarse hue hai maula ye matam ke waastesab kuch luta ke aapke ghumkhwaar aaye haizindaa’n se chut ke.. 2. Zainab neContinue reading “Zindaan Se – Farhan Ali – 2016”
Tu Bekafan Hai – Farhan Ali – 2016
HayeReh gayi dasht me tanha toh watan yaad ayaPani paya toh har ek tishna dahan yaad ayaLeke har cheez Madine se chali thi ZainabBhai ki laash pe pohonchi toh kafan yaad ayaTu bekafan hain Hussain, behen berida hain ….x4 Aayi thi Madine se lekar main apna bhara ghar bhaiLogon ne mera ghar lut liya basContinue reading “Tu Bekafan Hai – Farhan Ali – 2016”
Pyaasi Hai Sakina – Farhan Ali – 2016
Haaye sakina, sakina..(2)Ae baade sabaa jaake ye ammu ko batana,..(2)pyaasi hai sakina 1. Is chhote se sinn me ye sitam maine uthayeAllah kisi ko na yateem aisa banayekhud apne lahu mein koi bachi na nahayemai tumko bulati rahi tum bhi to na aayemai ban gayi baad asr laeeno ka nishaanapyaasi hai sakina 2. Paani kiContinue reading “Pyaasi Hai Sakina – Farhan Ali – 2016”
Lashkar Me Badi Dhoom – Farhan Ali – 2016
Abbas..(3)kis sher ki aamad hai ke rann kaanp raha hairann ek taraf, charkhe kohan kaanp raha hairustam ka badan zere kafan kaanp raha haihar qasr salateen e zaman kaanp raha haishamsheer bakaf dekh ke haider ke pisar kojibreel larazte hai samete huwe par kosher e ali ki aamad hai ye..(2)aate hai darya pe alamdaarlashkar meinContinue reading “Lashkar Me Badi Dhoom – Farhan Ali – 2016”
