Abbas Alamdar Tabahi Se Bachana – Munajat

Toofan ki khatarnak hawaon se bachana, Abbas (A.s) Alam daar tabhai se bachana,

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Tum Aaley Ali (A.S) ho, tumhe Aulad Ali (A.S) ho,waliyon k wali ho,

Kya baat Gharane ki hai kya paak gharana, Abbas (A.s) Alam daar tabhai se bachana,

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana,

Maujo k thapedo ne pareshan kiya hai, toofan bapah hai,tumko magar aasan hai Kanare se lagana,

Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana. majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Shabbir (A.s) k sookhe hue hooton ka tasabdus, bachcho ka tasabdus, Abbas (A.s) Alam daar madad karrne ko aana,

Abbas (A.s) Alam daar tabhai se bachana, majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

kya naam mai taaseer hai Abbas (A.s) tumhari,koi bhi pukare,koi bhi pukare,hawa ki tarah uski madad karrne ko aana, Abbas (A.s) Alam daar tabhai se bachana,

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Ae-sher-e ghazanfar ka labay saakiye qausar,Abbas (A.s) Dilawar, Abbas (A.s) Dilawar, Ae-sher shararpar tum hum sabko bachana, Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Ae-sher Elahi k pisar nayyar-e-kaba,Ae mere gulafshan, Ae mere gulafshan,Kamr-e-bani hashim tum hum sabko bachana, Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Ae Dushmano ne Dosto ko aa k Ghera, jald aaiye Maula, jald aaiye maula, tumko bahut asaan hai ,hum sabko bachana, Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Haaton ko bhatiji pe fida karr diya tumne, maula tere sadqe, maula tere sadqe,

Haaton ko bhatiji pe fida karr diya tumne, maula tere sadqe, maula tere sadqe,

Wo kaam kiya tumne k shayed hai zamana, Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Hazir hai jo darbbar mai iss waqt mere Maula, Ae sayyedo Aaka, Ae sayyedo Aaka,

Rauze pe bahut jald tum hum sabko bulana, Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

majhdhar me hai kasti shah paar lagana . Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

Kafir bhi gaya aapke dar se nahi khali, Ae sayyedo Ali,Ae sayyedo Ali,

humko na darepak se mahroom dilana, Abbas ( A.s) alamdar tabahi se bachana.

 

Leave a comment