Haaye…Ali akbar..ali akbarAli… Ali akbar Koofe ke bazaar me ek zaifa ki padi nazarnaize pe akbar ka sardekhke karne lagi kalaamayyohal badrut-tamamaye kaash…aye kaashkaash tujhse pehle margai ho teri maaaye naujawaaa..haan.. ali ali akbar ali alishabihe payambar ali ali 1. Haaye,Dekhke akbar ko pukari wo zaifagesu tere wallail hai wal fajr hai chehrawan-najm hai aankhein..aliContinue reading “Ali Akbar Ali Akbar – Irfan Haider – 2015”
Monthly Archives: September 2017
Zehra Ko Do Pursa – Irfan Haider – 2014
Karbobala ke dasht me be aasra aale nabi Maare gaye ansaar sab, zakhmi hua ibne ali Munis nahi yawar nahi, ghaazi nahi akbar nahi Bikhre pade hai ja baja, laashe kahi aur sar kahi Matam karo ehle aza, ghar lut gaya shabbir ka Purse ko aai sayyeda, matam karo ehle aza Pursa bhare ghar kaContinue reading “Zehra Ko Do Pursa – Irfan Haider – 2014”
Dua Karo Amma – Irfan Haider – 2014
Madina chhod chala, aaj mohd ka nawasa Dua karo amma, dua karo nana..(3) Waade nibhaye saare..(2) Pardes jaane wale Dua karo amma, dua karo nana..(2) Lahu se apne sajaunga karbala ki zamee Mai garm ret pe rakhdunga khoo bhari ye jabi Kardunga ghar ka ghar mai..(2) Khud maut ke hawale Dua karo amma, duaContinue reading “Dua Karo Amma – Irfan Haider – 2014”
Farsh e Azaa – Irfan Haider – 2014
Hussain hussain hussain ya hussain Hayya ala khairil amal Hussain hussain hussain ya hussain Ya Hussain, Yahussain Farzand-e-zahra aba abdillah, sada de rahe hai maqtal se.. Tumhe rasool ki beti ka salaam Har jagah majlise bapa karna Karbala walo se wafa karna Zindagi waqf-e-karbala karna Sunnat-e-zainab-o-sajjad nibhane keliye chalo chalo, Chalo chalo ke jahaContinue reading “Farsh e Azaa – Irfan Haider – 2014”
Ae Gul e Narjis Biya – Irfan Haider – 2014
Al-ajal ya imaam..(4) Al-ajal, al-ajal ya imam-e-zamaan Al-ajal, al-ajal ya imam-e-zamaan al-ajal..(2) As-salam-o-alaika ya sahib-az-zamaa.. Tera hai intezaar aaja, ya imaam Zehra ke pursadaar aaja, ya imaam Waris-e-zulfiqaar aaja, ya imaam Al-ajal ya imam Aajaiye bus aap ka hi intezaar hai, intezaar hai Is daur ka ilaaj faqad zulfiqaar hai, zulfiqaar hai Behre inteqam-e-pehlu-e-zehra..(2)Continue reading “Ae Gul e Narjis Biya – Irfan Haider – 2014”
