Zamin Hai Imam e Raza – Irfan Haider- 2015

Ya sayyadi ya maulayiYa imam e reza Ae ehle aza fi amanir-reza..(2)mash’had se sada dete hai ye imam e reza..ae ehle azabazu pe agar baandh lo taweez e rezazamin hai imam e reza..(3) 1. Ye rasm nahi qaul hai ye (maula reza ka)..(2)sikka nahi taweez hai ye (radde bala ka)..(2)mushkil hi nahi raah se talContinue reading “Zamin Hai Imam e Raza – Irfan Haider- 2015”

Nanhe Mujahid – Irfan Haider – 2015

Haa..n haa…nShaah to aae jaane madartum nahi aaenanhe mujahid ran me jakartum nahi aaye 1. Kabse khadi hu khaime ke dar par..(2)aankho me lekar ashko ke sagar..(2)pesh karu aajao jo asghar..(2)tum nahi aae 2. Khali jo pehlu paungi beta..(2)ghum se phatega mera kaleja..(2)raat bhi guzregi ro ro kar..(2)tum nahi aae 3. Raat andheri dashte bayabaa..(2)darrContinue reading “Nanhe Mujahid – Irfan Haider – 2015”

Rona Naa Sakina – Irfan Haider – 2015

Haaye sakina..(4)Shabe ashoor choti shehzadi se kehte the husainmeri jaan sakina..tum baad mere dekho yu rona na sakina..(2) amma hi ki aaghosh me sojana sakinatum baad mere dekho yu rona na sakina..(2) 1. Allah kisi beti ko dikhlaye na wo ghumjo ghum tumhe khud deke chale jaenge kal humkal tumko na mil payega ye babaContinue reading “Rona Naa Sakina – Irfan Haider – 2015”

Khudaya Khair Kare – Irfan Haider – 2015

Alamdar alamdar alamdar..(5)Jab hui der alamdar ko darya pe gaye..(2)ashke ghum zainab e dilgeer ki ankho se gireboli ye zainab e lachaar..khuda khair karedekhiye sayyade abraar…khuda khair karekyu nahi aaya alamdaardekho darya ki taraf mauje darya ki tarafkyu nahi aaya alamdaar khuda khair kare 1. Haan yahi kehke sakina se gaya tha ghaaziizn baba seContinue reading “Khudaya Khair Kare – Irfan Haider – 2015”

Goonje Saare Aalam Me – Irfan Haider – 2015

Ya husain ya husain ya husain..(4)Goonje saare aalam me..(2)allah kare bus hi kalaamsalaam salaamsalaaam munjhe sabir husain maula salaam..(2) 1. Maula haider ja hubdaromaula husain ja matamdarosain zainab ja pursa darosubha shaam hado hi naarogunje saare aalam me… 2. Majlis, matam, girya zaarialam, sabeelu taziyadarisinga rey maula ji sawarisog manaye duniya saarigunje saare aalam me…Continue reading “Goonje Saare Aalam Me – Irfan Haider – 2015”