Yaa Zehra – Irfan Haider – 2002

Yaa Zehra  Yaa Zehra 1.ai meri bibi   x 2Tere dar pe istegasa haiTera mamnoon meri shehzadi ye jaha saara hai 2.tu hame hifz aur ama dedeApni chadar ka saebaan dedeTeri qudrat me kya nahi bibiTu jise chahe do jaha dede. 3.ai meri bibiAnsuo me dua mangi haiTeri tasbeeh hee padh k dilne tujhe pukara haiContinue reading “Yaa Zehra – Irfan Haider – 2002”

Zainab Meri Behna – Irfan Haider – 2003

Zainab meri behna Ye sheh ne kaha Zainab meri behna, dukhya meri behna Lawt kar shaam ke, zindaan se jab aanaa zainab Tum mere kabr pe, ik shamaa jalaana zainab Yaad rakhna ye baat, ay meri jaan, meri behna Zainab meri behna dukhya meri behna Tum fateha sharbat pe dilana meri behna Zainab meri behnaContinue reading “Zainab Meri Behna – Irfan Haider – 2003”

Mere Ghareeb Hussain – Irfan Haider – 2002

Mere gharib hussain (As salaamun alayk ya gharib hussaina) x2 (Ya gharib hussaina) x5 (Mere gharib hussain ya hussain ya hussain. Mere shahid hussain yahussain ya hussain. Mere gharib hussain ya hussain ya hussain) x2 Godi ke Pale mare ghaye sab. Tu hai akayla koi nahi ab. Bayn ye zehra ne kiye dashte bala meContinue reading “Mere Ghareeb Hussain – Irfan Haider – 2002”

Aao Akbar Aao – Irfan Haider – 2002

Aao Akbar Aao   (Awo akber awo, mere akber awo) x2 Madar ke gale lagjawo (Awo akber awo, mere akber awo) x2 Ay laal zaraa ankhe kholo (maa tumse fida kuch to bolo) x2 Yu maa ko nahi tarpawo (Awo akber awo, mere akber awo) x2 Socha tha dulhan mai lawoongi (poshak nayi banwawoongi) x2Continue reading “Aao Akbar Aao – Irfan Haider – 2002”