ashoor ka suraj kehdegakhamosh kinara kehdegajo baat ke asghar keh na sakebehta hua darya kehdega kis tarha jawani khaak huilaila ka kaelja kehdegabehte hue aansoo kehdengeutra hua chehra kehdega ahmed ki nawasi ka aalamuth-ta hua parda kehdegakis tarha chini sar se chadarjalta hua qaima kehdega kis tarha gaye asghar ran mayabaad hui kyonkar turbatbano kiContinue reading “Aashoor Ka Suraj Keh Dega – Marsiya”
Monthly Archives: September 2017
Ae Chaand Karbala Ke – Marsiya – Sibte Jafar
ay chand karbala ke, tu ne to dekhe hongayutray thay is zameen par, arshay bari ke taare ay chand jalwagar hai hashim ka chand yan parkhairaat roshni ki lelijiyo yahan seay chand…. ay chand is zameen par rakhiyo hamesha thandaqsotay jo hai yahan par zehra ke hai ye pyareay chand…. tasleem-o-salsabeelo kausar ke hai yeContinue reading “Ae Chaand Karbala Ke – Marsiya – Sibte Jafar”
Laash Akbar Ki – Marsiya – Sibte Jafar
laash akbar ki jo maqtal se utha laaye hussainnowjawan ko safe awwal se utha laaye hussainchaand ko shaam ke baadal se utha laaye hussainjaa’n ba lab sher ko jungle se utha laaye hussaindi sada laashe pisar aan ke leja baanochid gaya barchi se akbar ka kalaija baanolaash akbar ki…. dekhle aakhri deedar pisar marta haisaamneContinue reading “Laash Akbar Ki – Marsiya – Sibte Jafar”
Zainab Ali Akbar Ke
zainab ali akbar ke jeene ki dua maangobach jaaye mera bacha bas uski dua maango zainab bade naazon se tumne usse paala hairehjaaye nazar meri logon ye dua maango zainab ye pisar meri aankhon ki bisarat haimera laal bach jaaye tum ye iltejaa maango abbbas ke marne ne meri tho kamar todihamshakle payambar hai logonContinue reading “Zainab Ali Akbar Ke”
Yaa Zehra – Irfan Haider – 2016
Ya zahra Fatima zahra, fatima zahra, zahraaaa….Fatima zahra, fatima zahra..(4) Ya zahra.. Ya zahra… ..(2) Aye meri bibi..(2)tere darr pe isteghasa haitera mamnoon meri shehzaadi ye jahaa’n saara haizahra….Ya zahra.. Ya zahra… ..(2) 1. Tu hame hifz aur amaa’n dedeapni chadar ka sayebaa’n dedeteri qudrat mein kya nahi bibitu jise chahe, do jahaa’n dedeYa zahra..Continue reading “Yaa Zehra – Irfan Haider – 2016”
