(Alamdaar) x3 (Ankhon mein asu, Haathon mein kuze) x2 Pyason ke lab par he ye buka (Alamdaar) x6 Jeene nahin payegi bali Sakina Pyaas se marjaayegi bali Sakina Nehr se aao Haye Alamdaar Aas bandhawo Haye Alamdaar Kehne lagi Zainabe Lachaar (Alamdaar) x6 Pyason ki saqai ab kon karega Mein jo karungi buka kon sunegaContinue reading “Alamdaar Alamdaar – Irfan Haider – 2009”
Monthly Archives: September 2017
Mera Ghazi Naa Jaane Kahan Hai – Irfan Haider – 2009
Mera ghazi na jaane kahaan he Jab huwe maqtool ghazi, Zulm ki shamsheer se marsiya nikla tha logo, Ye dil-e-shabbir se Nau shabein jaaga huwa tha, Paasbaane ehle baytSogaya pehra badal kar, Zainabe dilgeer se Ye sada barsare karbala hai (Mera ghazi na jaane kahaan hai) x2Ye sada barsare karbala he Suna ban he sitamgar hai ye shab(PehraContinue reading “Mera Ghazi Naa Jaane Kahan Hai – Irfan Haider – 2009”
Kehti Thi Sakina Ro Ro Kar – Irfan Haider – 2009
Kehti thi Sakina ro ro kar Haye Sakina (x6) Shab ki tareeki mein aksar Zindane sham mein ghabrakar Shimr ke ddar se yaade padar se Maa se lipat kar (Kehti thi sakina ro ro kar, Ay amma yahan se riha ho kar, Ya najaf chalo ya watan chalo) x2 Koi sunta nahin faryad meri (HeContinue reading “Kehti Thi Sakina Ro Ro Kar – Irfan Haider – 2009”
Bazaar Aagaya Hai – Irfan Haider – 2009
Bazaar Agaya He Noke sina pe farqe burida salam leAy Fatima ke qalbe darida salam leKya tera faisla he Behan kya kare bata (Bazaar agaya he, Behan kya kare bata) x2 Athara bhaiyon ki behan aur beridaDekho khare hein kitne tamashaai ja bajaDil roke puchhta he, Behan kya kare bata (Bazaar agaya he, Behan kya kareContinue reading “Bazaar Aagaya Hai – Irfan Haider – 2009”
Sadqa Ali Asghar Ka – Irfan Haider – 2009
Sadqa ali asghar ka Inkar asmaa(n) ko he Razi zameen nahi(n) Asghar tumhare khoo(n) ka thikana kahi(n) nahi(n) Chehre pe khun mal ke shahenshahe behrobar Ehsaan kardiya he bara qainat par Ye zameen asghar ka sadka asmaan asghar ka sadka (roze ashura se ab tak) x2 khaa rahe hein dono(n) jahaa(n ) sadka ali asgharContinue reading “Sadqa Ali Asghar Ka – Irfan Haider – 2009”
