Behen Hussain Ki Hoon – Irfan Haider – 2010

Haaye…jab aai shaam ki basti me (nange sar zainab)..(2)aseer o muztar o betaabo (nauhagar zainab)..(2)mu’n apna baalo’n se dhaanpe thi u’nth par zainabye roke kehti thi har dam ba chashme tarr zainabhaaye… behen husain ki hu’n fatima ki jaayi humai karbala e mualla se lutke aayi hu 1. Ujaad maariya me kho gaya chaman merabichhadContinue reading “Behen Hussain Ki Hoon – Irfan Haider – 2010”

Habib Tum Par Salaam – Irfan Haider – 2010

Habib tum par salam e hussain..(4)Chale aao karbobala..(2)Akela hua hai hussainHabib tum par salam e hussain..(2)Mere habib, ay mere dost, ay meri aankho ke chaynHabib tum par..(2) 1. Rajab me madine se nikla tha maimohabbat thi jisse wo ghar chhod karmai sehta raha sakhtiya’n ay habibrasool e khuda sheher chhod karchale aao karbobala… 2. BohotContinue reading “Habib Tum Par Salaam – Irfan Haider – 2010”

Aagayi Shaam Se – Irfan Haider – 2009

Aagayai shaam se Aa gai sham se lo aapki hamsheer hussain Marsiya karti he ye zainabe dilgeer hussain (Aap mehroome kafan aur mein mehroome rida) x2Who naseeb apka aur ye meri taqdeer hussain (Ho salamatei(n) dukhe dil thi mere veer hussain) x2Aagayi qaid nibha kar teri hamsheer hussain Shaam ki galiyon se guzri sare darbaar gayiKoiContinue reading “Aagayi Shaam Se – Irfan Haider – 2009”

Ghar Chalo Bhai – Irfan Haider – 2010

Laashe qasim pe boli sakina Haay, Shaame aashur jab rote rote ghash khaagayi Sakina Khwaab mein dekhti hai Sakina Bhaiya qaasim ka aya he sehra Jab na aaya nazar usko dulha Are maqtal mein usko dhundne nikli woh jaa ba jaa (Nagaah usko laasha-e-qasim nazar aaya) x2 (Laashe qasim pe boli Sakina, Ghar chalo bhaaiContinue reading “Ghar Chalo Bhai – Irfan Haider – 2010”

Sakina Ka Janaza – Irfan Haider – 2009

Sakina Ka Janaza Hai bekasi sajjad ki Ehsaas huwa jab ke qaza kargai sakina Hasrat se bandhe hathon ko mein dekh raha tha Zanjeer sambhalun ke sakina ka janaza Sajjad ka zindaane sitam mein tha ye nawha Zanjeer sambhalun ke sakina ka janaza – Hai bekasi sajjad ki Zanjeer sambhalun ke sakina ka janaza FaqonContinue reading “Sakina Ka Janaza – Irfan Haider – 2009”