Ya Rab – Farhan Ali – 2003

(Ya Rab Ya Rab) x2

Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud

(YehNehr Ye Mojein Yeh Machalta Hua Pani) x2

(Aankhon Mein Meri Kanta Sa Chubhta Hua Pani) x2

Kehta Hai Meray Khon Sa Ubalta Hua Pani

Ya Rab

Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud

(MerayKhuda Dekh Meri Tashna Labi Ko) x2

(Khoon Rulatay Hain Yeh Din Aal(a.s.)-e-Nabi Ko) x2

Milti Nahin Nehr Say Eik Boond Kisi Ko

Ya Rab

Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud

(WaadaHai Mera Tashna Dahan Bachchon Say Maula) x2

(Le Aaonga Khaimon Ki Taraf Khainch Kay Dariya) x2

Lekin Meri Taqdeer Mein Hai Aur Kuch Likha

Ya Rab

Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud

(MeriWafa Sakht Musibat Mein Ghiri Hai) x2

(Main Hon Alamdar(a.s.) Laqab Mera Jari(a.s.) Hai) x2

Piyasi Bhatiji(s.a.) Dar-e-Khaima Peh Kharhi Hai

Ya Rab

Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud

(MashTo Main Bhar Chuka Faujon Ko Bhagakar) x2

(Lekin Tu Gawah Rehna Meray Lab Na Huey Tar) x2

Jana Hai Khaimon Ki Taraf Mashk Bachakar

Ya Rab

Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud

(MeraJo Alam Nehr Kay Seenay Peh Garha Hai) x2

(Be Taigh Yeh Qabza Jo Abhi Main Nay Kia Hai) x2

Seh Roz Say Ya Rab Tu Magar Dekh Raha Hai

Ya Rab

Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud, Ya Rab Ya Rab,Dar Karbala Aab-e-Rawan Zehmat-e-Jan Shud

Leave a comment