Pukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Madad ke waste pahunche wahan-wahan Abbas,
Hussain walon pe itne hain meharban Abbas,Jahan Hussain kaha aa gaye wahan Abbas,
Pukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Hai farq itna faqat karbala-o-khaibar me,
Vo marka tha AM ka lade jahan Abbas,Pukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,
Zahe naseeb teri manzilat ka kya kahna,Rasool zaadiyan ain teri nauhakhan Abbas,
Pukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Sakina bibi se bachche ye ro ke kahte the,Alam nazar nahi aata gaye kahan Abbas,Pukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Ali ke laal ka kya kahna hain bahut mazloom,salaam shiyo ka turn pe gaye kahan Abbas,Pukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Alam ke saaye me kahte chalo Hussain HussainKhuda ke fazal se hain meer-e-kaarwan Abbas,Chidhi jow mashq sakina tow aastutghayi (x2)Ghirey jow lashkarey aada ki darmiyaanabbas Pukara dil sey kisi ney jahan jahan abbas Ø Furaat aaj bhi dowhra rahi hain mowjosey (x2)Tumhari shaan e shujaat key dastaanabbas Pukara dil sey kisi ney jahan jahan abbas Ø Wafa ka rakhliya tumney bharam wafaki qasam (x2)Ajab wafa ka diya tumney imtehaanabbas Pukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Koi Mita nahi sakta hai hame zamane meinHusainyo pe hamasha hain pasbaan abbasPukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Hai jis pa bhi tere parcham ka saya duniya meinHar ek bala se hai mahfooz who maqaan AbbasPukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Yaha jo haat uthaye hain maatam-e-shah meinUse Husain se milwayen wahan AbbasPukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Hussain mil gaye mujhko yehi main samjhoon gaHuwe jo mujh par turn ek baar meherbaan AbbasPukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Wahan wahan me hai zamane mein dars rahe wafaJahan Jahan tere qadmon ke hai nishaan AbbasPukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas,Khuda ke deen ki soorat Kalaam-e-haq ki kasamNabi ke ghar me huwe tifl se jahan abbasPukara dil se kisi ne jahan-jahan Abbas Ø Chidhi jow mashq sakina tow aastutghayi (x2)Ghirey jow lashkarey aada ki darmiyaanabbas Pukara dil sey kisi ney jahan jahan abbas Ø Furaat aaj bhi dowhra rahi hain mowjosey (x2)Tumhari shaan e shujaat key dastaanabbas Pukara dil sey kisi ney jahan jahan abbas Ø Wafa ka rakhliya tumney bharam wafaki qasam (x2)Ajab wafa ka diya tumney imtehaanabbas